Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2020

Keh Gayi Sorry by Jassie Gill

Keh Gayi Sorry❤ A beautifully dedicated Poetry.. Must Read it... Click this link to Download the song by Jassie Gill πŸ‘‡ https://youtu.be/aBCfyR1j_Jw To Listen the song on youtube -: πŸ‘‡πŸ‘‡ https://youtu.be/l5kLa9JQoBM Sorry..  Kya lafz hai na ye Ek pal mein tod bhi sakta hai,  Or ek pal mein jod bhi sakta hai....  Hume shayad kabhi samajh hi nahi aaya ki isey istemaal kaha karna hai....  So aaj iss sorry ke upar izhaar karte hai...  Uss mod par zindagi ke tu chali gayi,   Chord kar adhoora iss shayar ko, Han tu chali gayi...  Mai dhoondta raha uss mohabbat ko apni, Jo zindagi ke andhere mein kahi kho gayi thi,  In sitaaron ke beech uss chaand ke paas,  Apni yaadon ko aasman mein piro gayi thi....  Jhootha tha saara uski mohabbat ka dikhawa,  Mai kya krta usey dhoondne le alawa,  Choone se uske thehr jaata tha mai,  Orr kya karta mai usey mo...

Purpose Shayari | Lafz hi nahi hai usey bayan karne ke liye

Byaan-E-Mohabbat Lafz hi nahi hai usey bayan karne ke liye😍, Hume khamoshi ka sahara lena padh raha hai uska zikr karte huyeπŸ˜”, Saara waqt nikal jaata  hai usey khwaabon mein pirone mein😜, Hume waqt hi nahi milta khud ka fikr karne ke liyeπŸ˜€.. For Videos of beautiful quotes and WhatsApp status click the link below.πŸ‘‡πŸ‘‡ πŸ‘‰πŸ‘‰❤https://youtu.be/MkFDgEGE4dE If you like our channel must subscribe to our channel.

Yaad poetry

Aaj Teri yaad aa rahi hai..... "Yaadein bhi kya khoob hoti hai na, zehn ko alag hi ehsaas se bhar deti hai".Inhi yaadon ke upar ek chota sa Izhaar.....Kaafi khubsurat silsila hota hai yaadon ka ek baar padhna zaroor.. This poem is based on memories of our loved ones.... "Aaj teri yaad aa rahi hai". Poetry by Harsimran Singh..... You can also watch its video on YouTube-: Click this linkπŸ‘‡πŸ‘‡ πŸ‘‰πŸ‘‰ https://youtu.be/xlVL2uO8puE Vo lamhe bade haseen the, Jab hum dono kareeb the, Haathon mein lekar haath tera,  Kya khoob mere naseeb the...... Tujhe lehja mera qabool tha, Mera jhagadna tak tujhe qabool tha,  Hum saath rahe ye khwahish thi,  Har khwaab mera fizool tha....  Tera hasne mein jo jannat thi,  Bas uska deedar hi rehta tha,  Tujhe paana bs ik mannat thi,  Har khyaal zehn ka kehta tha....  Teri tasveer aaj bhi paas hai mere,  Tere bol aaj bhi khaas hai mere,  ...