Gulzar Poetry In Hindi - Lyrics with Video
Gulzar sahab ki baaton mein bhut sukoon hai. Mai jitni dafa unhe sunta hu ya padhta hu dil ki bechaini khatam si ho jaati hai. Aaj aap gulzar sahab ki bhut hi khubsurat Gulzar Poetry padhne jaa rahe hai...
Gulzar Poetry-:
Vo aaye mere kabr pe apne humsafar je saath,
Kon kehta hai ki dafnaye huye ko jalaya nahi jaata,
Koi pooch raha hai mujhse meri zindagi ki keemat,
Mujhe yaad aa raha hai tera vo halke se muskurana,
Ajeeb hadsa thi mohabbat bhi teri,
Mai bach bhi gaya or zinda bhi nahi,
Simat gaya mera pyaar chand alfaazon mein
Jab usne kaha mohabbat to hai magar tumse nahi,
Na haath thaam saka na pakad saka daaman,
Bade kareeb se uthke mere chala gaya koi,
Apni zindagi ke saleeke kuch is kadar mod lo,
Jo aapko nazarandaaz kare use nazar aana chord do,
Vo kehte hai ki baaton ko dil se lagana chord do,
Magar ae sanam jab baat rooh ko zakhmi kar de to kya karein.....
You can also listen it on YouTube-: Gulzar Poetry
Hope you guys Like Gulzar Poetry.. Thank You for visiting here.
Comments
Post a Comment
Please do not Enter any spam link in the comment box.