Dost vo nahi hota jo humare saath sirf apne matlab ke liye raabta rakhe dost to vo hota ha jo har situation mein humara saath de. Above any relation here's a relation name as friendship. We got our relatives when we born but have to be thankful to god that we have right to choose our friends.
Likewise we have to dedicate a Poem on This precious gift from god "Our friends"....
Mera ik yaar hua karta tha,
Shayd kahi kho gya hai,
In zindagi ke raasto mein,
Shayad kahi so gya hai.....
Ajnabiyon ki tarah mulakaat hui thi,
Dheere dheere ik doosre se baat hui thi,
Najaane kab yaar ban gaye,
Or bachpan ki rawaani saath hui thi....
Mera ik yaar hua karta tha,
Shayd kahi kho gya hai,
In zindagi ke raasto mein,
Shayad kahi so gya hai.....
Saath khelna saath padhna,
Zindagi mein haath thaam ke badhna,
Kaafi door aa gaye the zindagi mein,
Kaamyaabi ki seediya chadhna,
Kaash ye waqt thehr jaata,
To apne yaar ko hamesha saath rakhta mai,
Duniya se door kahi jaa kr iss dil ke usey main paas rakhta.....
Jawaani ke saath zimedariya,
Kahi beech mein fas gayi yaaro ki yaariyan,
Agar waqt kahi mil jaaye hume,
Khaa jaati hai rishtedariya...
Agar halaat haath mein hote mere,
Usey door kabhi na jaane deta,
Mujhse door hokar usey,
Uss zameen pe dil na lagane deta.....
Mera ik yaar hua karta tha, shayad kahi kho gya hai,
Zindagi ke in raaston mein,
Mera yaar kahi so gya hai......
Likewise we have to dedicate a Poem on This precious gift from god "Our friends"....
Mere Yaar..
Mera ik yaar hua karta tha,
Shayd kahi kho gya hai,
In zindagi ke raasto mein,
Shayad kahi so gya hai.....
Ajnabiyon ki tarah mulakaat hui thi,
Dheere dheere ik doosre se baat hui thi,
Najaane kab yaar ban gaye,
Or bachpan ki rawaani saath hui thi....
Mera ik yaar hua karta tha,
Shayd kahi kho gya hai,
In zindagi ke raasto mein,
Shayad kahi so gya hai.....
Saath khelna saath padhna,
Zindagi mein haath thaam ke badhna,
Kaafi door aa gaye the zindagi mein,
Kaamyaabi ki seediya chadhna,
Kaash ye waqt thehr jaata,
To apne yaar ko hamesha saath rakhta mai,
Duniya se door kahi jaa kr iss dil ke usey main paas rakhta.....
Jawaani ke saath zimedariya,
Kahi beech mein fas gayi yaaro ki yaariyan,
Agar waqt kahi mil jaaye hume,
Khaa jaati hai rishtedariya...
Agar halaat haath mein hote mere,
Usey door kabhi na jaane deta,
Mujhse door hokar usey,
Uss zameen pe dil na lagane deta.....
Mera ik yaar hua karta tha, shayad kahi kho gya hai,
Zindagi ke in raaston mein,
Mera yaar kahi so gya hai......
Comments
Post a Comment
Please do not Enter any spam link in the comment box.